Song parody of
Dooriyan
by KhoslaRaghu
Here's where you get creative! Use our cool song parody creator to make a totally new musical idea and lyrics for the Dooriyan song by KhoslaRaghu.
Simply click on any word to get rhyming words suggestion to use instead of the original ones. You may also remove or alter entire lines if needed — when you're done save your work and share it with our community — have fun!
Tu aur main, jaane hum kahan kho gaye
Sang the chale, dono tanha ho gaye
Haari-haari si saansein hain
Sooni-sooni si baahein hain
Girhon mein fasne lage hain
Rishte yeh kahin
Kitna kuch kehna tha tumko
Kitna kuch kehna tha mujhko
Dono ke honthon par phir bhi
Khamoshi rahi
Kyun yoon badh gayi teri-meri majbooriyan?
Kyun bas reh gayi ab darmiyaan yeh dooriyan?
Lambi in raaton mein ashkon se naate hain
Yaadon ki chaadar ko odh sote hain kyun?
Dono hum hairaan hain, dono pareshan hain
Sang hain dono, phir bhi tanha rote hain kyun?
Yeh pyaar ki manzilein bhi hain jaise khafa
Bezaar si hai teri aur meri wafa
Haari-haari si saansein hain
Sooni-sooni si baahein hain
Girhon mein fasne lage hain
Rishte yeh kahin
Kitna kuch kehna tha mujhko
Kitna kuch kehna tha tumko
Dono ke honthon par phir bhi
Khamoshi rahi
Tu aur main, jaane hum kahan kho gaye
Sang the chale, dono tanha ho gaye
Tu aur main, jaane hum kahan kho gaye
Sang the chale, dono tanha ho gaye
Haari-haari si saansein hain
Sooni-sooni si baahein hain
Girhon mein fasne lage hain
Rishte yeh kahin
Kitna kuch kehna tha tumko
Kitna kuch kehna tha mujhko
Dono ke honthon par phir bhi
Khamoshi rahi
Kyun yoon badh gayi teri-meri majbooriyan?
Kyun bas reh gayi ab darmiyaan yeh dooriyan?
Lambi in raaton mein ashkon se naate hain
Yaadon ki chaadar ko odh sote hain kyun?
Dono hum hairaan hain, dono pareshan hain
Sang hain dono, phir bhi tanha rote hain kyun?
Yeh pyaar ki manzilein bhi hain jaise khafa
Bezaar si hai teri aur meri wafa
Haari-haari si saansein hain
Sooni-sooni si baahein hain
Girhon mein fasne lage hain
Rishte yeh kahin
Kitna kuch kehna tha mujhko
Kitna kuch kehna tha tumko
Dono ke honthon par phir bhi
Khamoshi rahi
Tu aur main, jaane hum kahan kho gaye
Sang the chale, dono tanha ho gaye